Ye 20 November 1979 yeni 1st Muharram 1400 Hijri ki baat hai. Subah ki Namaz ki Imamt k baad Imam-e-Kabah, Ibn-e-Sabeel ek Dead Body ka Janaza parhanay k liye abhi uthay hi thay k Achanak Kaslashankof k Brust chalnay ki awaz aayi. Aur phir aglay hi lamhay “Jaheeman” naam k ek shakhs nay Imam-e- Kabah se Mike cheen lia. Imam-e-Kabah nay Muzahimat ki to Jaheeman k Sathyon nay unhay Torture kr k Khamosh kr dia. Ye sara manzar Khanahh Kabah main ho raha tha. Namazi Shadeed Firing se preshan ho k jab bahir ki traf bhagay to Jaheeman k sathi k tmam k tmam 51 Gate Lock kr chuke thay. Jaheeman nay Imam-e-Kabah se liye gaye Mike pe kaha k hamara Hukam is waqt Makkah, Madina aur Jadda tk pohanch raha hai. Mainn Elan krta hu k Imam Mehdi ka Zahoor ho chuka hai. Aur wo meray sath hain. Ap log hamara sath dain. Jaheeman k Sathyon nay Masjid-e-Haram main Namaz k liye aanay walon se Zabardasti kaam lena shuru kr dia tha. Jawano se kaha gaya k wo Weapons ka Stock fori tor pe Masjid k 292 Foot buland Menaaron pe ponhcha dain aur Boorhay Afrad se kaha gaya k wo foran Masjid k Kaleen fold kr k 51 Darwazon k samnay dher kr dain ta k Darwazay na khul sakain aur bahir se Army ya Police Operation k liye andar na aa skay. Ab Soort-e-Haal ye thi k Khanahh Kabah aur Masjid-e-Haram smait keyi Amaarton pe Jaheeman aur us k Sathyon ka mukammal Control tha aur amlan Tawaf-e-Kabah pe Pabandi lag chuki thi. Q k Tawaf ki soorat main Mazeed Jaanon k zayah honay ka Khatrah tha. Ap k zehan main ek Sawal zaroor aa raha ho ga k itna Aslaha itni Security honay k Bawjood Khanahh Kabah tk kesay ponhchgaya. Khanahh Kabah ki Amart Masjid-e- Haram k Ahaatay ka hissa hai. Jawab jan’nay k liye Topic “Bombay Attack 2008” Mulahiza karain:
26 Nov 2008 ko India k Shehr Bombay main Narwan Hotel pe Hamla hua tha jis main 150 se zyada wo log mrray thay jin ka Ta’alukk Israeel, Franceaur America se tha. Ye sub log Mosaad, C.I.A aur R.A.W k Agent thay aur Hotel k Rooms main reh rehay thay. Dusray Alfaz main Pakistan main honay walay Khud Kash Bomb Dhamakon ka Main Head Quarter Bombay ka Narwan Hotel tha. Kashmiri Mujahideen ko jab pata chla k Pakistan main Khud Kash Hamlon k Master Mind Bombay main bethay hain jo yahan se Target chun kr Doller Phenktay hain aur udhar 20 se 30 Lashain gir jati hain. To Kashmiri Mujahideen nay Bombay pe Attack ka Faisla kia. Bombay ka Shehr Karachi ki trah Samandr k kinaray Abaad hai. Jis trah Karachi main Rozana Hazaron Fisherman West waharif aur Fisheri se Machli lay k puray Shehar main phel jatay hain aur Sham tak Sale kr k apni Rozi kamatay hain. Bilkul isi trah Bombay b Fishermano ki Jannat hai. Mujahideen nay Kafiron k Mohron ko Kuchlnay k liye Fisherman ban’nay ka Faisla kia.
Mujahideen Machli Mandi gaye aur apnay Bags main Mojood Aslaha k upar Machliyan Khareed k rakh leen aur baqi Fishermano k sath Shehar ki tarf chal paray. Mujahideen nay apnay Mission k liye Fisherman ban’nay ka Faisla hi Q kia? Wo Tajir ya Wakeel k Roop main apnay Target tak Q na gay? Meri Mulaqat ek aesay Mujahid se huyi jo is Team ka hissa to nehi tha ta-ham is Hamlay k waqt woh Bombay main Mojood tha. Mainn nay us se yehi Sawal kia to us nay kaha k chaun k Machli aur Machli k Sale Man se sub ko Smell aati hai aur log us Admi k Qareeb b nehi Bhatktay aur na hi Security walay us Admi ko ya us k Bag ko check krtay hain, so Mujahideen nay Shave krwa k Fisherman bannay ka Faisla kia tha. Mujahideen Aslahay aur Machliyon se bharay Bag lay k bina kisi Talashi k apnay Thikanay pe ponhch gaye. Aur phir kuch din baad ek naye Roop main Dushman pe Hamla Awar ho gaye. Yaad rehay k ye wohi Hamla tha jis main Ajmal Qassab Hero ban k samnay aaya tha. Ye waqya mainn nay is liye ap ko sunaya hai ta k Khanah Kabah tak Aslaha kesay Ponhcha k Sawal ka Jawab ko samjhnay main Asani ho.
Makkah main log apnay mrnay walon ki Dead Bodies Tabooton main band kr k har Farz Namaz k baad Khanahh Kabah k Ahaatay main latay hain ta k Imam-e-Kabah is pe Namaz-e-Janaza parhha dain. Aaj b Imam-e-Kabah hr Farz Namaz k baad Masjid-e-Haram main Janaza parhatay hain. 1979 main jin Dead Bodies k Taboot Khanah Kabah main laye jatay thay un Tabooton ko Check nehi kia jata tha. Jaheeman aur us k Sathi kafi din se na sirf Imam-e-Kabah k peechay Namaz parh rehay thay balkay hr Cheez ki Nigrani b kr rehay thay. Isi Nigrani main Lashon k wo taboot b thay jo without Checking aa rehay thay. So Jaheeman aur os k Sathi keyi ek Tabooton aur Saman ki Petiyon main Aslaha lay kr 19 aur 20 Nov
1979 ki Darmyani Shab ko Masjid-e-Haram ponhch gaye. Aur Tabooton ko Mukhtalif jag’hon pe rakh kr Subah honay ka intezar krnay lgay aur phir Subah ki Namaz k baad wo sub kuch kr dia jo ap nay abhi parha.
Khanahh Kabah k Ahaatay main mojood Hakoomti Ahl-e-Karon k pass sirf Danday thay jo Biddaton ka Irtkaab krnay walon ko Rah-e-Rast pr lanay k liye thay. Zahir ha k Dandon se Klashankofon ka Muqabla nehi kia ja skta. Sarkari Ahl-e-Kar foran bhaag gaye. Saudi Farman-Rwa Shah Khalid nay is Hamlay ki Itlah miltay hi Puray Mulk k 30 Ulma ki ek Hangami Meeting bulayi aur un se pucha k Makkah pe Hamla krnay walon k Leader nay Imam Mehdi k Zahoor ka Dawa kia hai. Ap mujhay btayen k kya Imam Mehdi k Zahoor ka waqt aa chuka hai? Kya jis Shakhs ka Naam Jaheeman nay Imam Mehdi k liye dia hai wo waqayi Imam Mehdi hai? Shah khalid k Sawal pr Tmam Ulma nay Mutfika Jawab dia k ye Shakhs Imam Mehdi nehi hai. Q k Imam Mehdi ki Nishani ye hai k wo kisi b Be-Gunah ko Qatal nehi kray ga. Lekin Jaheeman aur us k Nominate krda Imam Mehdi Muhammad Abdullah nay keyi ek Muslmano ko Bila-Waja Maar dala hai. Ulma nay ye b kaha k Imam Mehdi k ek Nishani ye b hai k wo aur Hazrat Isa (A.S)Irank Shehr “Isfahan” se aanay walay 70,000 Yahudiyon se larain gay. Aur un 70,000 Yahudiyon ko Qatal karain gay. Jab k is waqt to Isfahan main 70,000 Yahudi to kya 700 b Shayed nehi hain. Ulma ki tarf se ye Itmenan kr lenay k baad Shah Khalid nay Jaheeman aur us k Sathiyon k Khilaf Operation ka Faisla kia. Oepration k liye sub se pehlay Police ko bhejagaya. Lekin Police ko ek b Bullet Fire krnay ka Mauka na mila aur Police ki puri Van apnay Soldiers smait Tabah kr di gayi. Jaheeman k sathi Masjid-e-Haram k 292 Foot oonchay Menaron pe Qabiz thay aur un Menaron se unhain puray Shehar ki Streets aur un main honay wali hr Harkat saaf Nazar aati thi. So jesay hi unhain Police apni tarf aati dikhayi di, unhon nay Beljiam ki tayar krda 600 Meter Range ki FN FAL naam ki Gun se un ka Sfaya kr dia. Police ki Nakami k baad ab Army ko bulaya gaya. Army ki tarf se Operation main hissa lenay k liye National Gaurd ki jis Unit ka Intekhab kiagayaus ki Command Major Shamoon k hath main thi. Is Unit ne Operation to bari Mansooba-Bandi se kia tha lekin Operation k kuch Nuqaat k Leak Out honay aur Baghiyon k Alert honay ki wajah se is Unit ka na sirf Operation Intehayi Buri trah Nakam raha, balkay Unit apnay bohat se Officers aur Jawanon se b Mehroom ho gayi. National Gaurd ki Nakami k baad fori tor pr Tabook Rangers ko C.130 Jahaz k zariye Makkah layagaya. Tabook Rangers ki is Unit ki Command Kernal Hameed kr raha tha. Kernal Hameed se ek Saudi Shehzaday nay Planing k baray main pucha to Kernal nay Fauji Lehjay main kaha k, Sir ap meri Planing nehi balkay mera Result dekhiye ga. Kernal ka pehla Task Sfah aur Marwah k drmyan waqeya us Galary ko Clear krna tha jo Hajiyon k liye Sfah aur Marwah k drmyan Sa’ee ka Kaam deti thi aur ab Jaheeman k Sathiyon k Qabzay main thi. Kernal Hameed Galary main Dakhal hua aur Shair ki Trah Baghyon pe Jhapta. Kernal Hameed ka MuQabila 200 se zyada Baghiyon k sath tha.
Kernal Hameed ki Buhadri apni Misaal ap thi. Kernal Hameed ki Kalashankof se nikli Bullets nay bohat se Munafiqon ko Thanda kr dia tha. Baghi chaun k Andheray main thay, is liye wo Andheray ka Fayeda utha kr Kernal Hameed ki Leadership main lrnay walay Tabook Rangers k Jawano pe Pin Point Firing kr rehay thay. Isi doran ek Bhatki huyi Goli Kernal Hameed ka Seena Cheerti huyi Guzar gayi aur wo Shaheed ho gaye. Jab tk Kernal Hameed Zindah raha tab tak Tabook Rangers Chattan bani rehi. Lekin jesay hi Kernal Shaheed hua Tabook Rangers Himmat Haar gayi. Aur foran Paspa ho gayi. Isi doran 23 November 1979 aan ponhcha. Ye Jumma ka din tha. Islam ki Tareekh main pehli martba Khanah Kabah main Jumma ki Namaz na ho ski. Khanah Kabah main Jumma ki Namaz ka na hona puri World k Muslmano k liye Intehayi AfsosNak tha. Sadar-e-Pakistan General Zia-Ul- Haq nay Shah Khalid ko Call kr k kaha k ap hamain mauka dain. Mein Pakistan se aesay Sher bhejon ga jo minton main un Munafiqon ka Sfaya kr dain gay. Is par Shah Khalid nay kaha k ap ka Shukriya lekin meri Majboori ye hai k aaj agar mein nay ap ki ya kisi b Mulk ki Force ko Hamlay ki Ijazt dey di to Saudi Arab ki jab b Tareekh likhi jaye gi to Mo’arrikh yehi likhay ga k Saudia ki 50,000 Army main itna b dham nehi tha k wo 200 Baghiyon se lar sakti. Aur 200 se lrnay k liye 50,000 ki bahir se Foaj bulani pari. Shah Khalid apni jaga durust tha. Baghi intehayi be-jigri se lar rehay thay. Un k larnay k andaz se saaf lag raha tha k wo intehayi Training yafta Army ka hissa hain aur unhain kisi Forein Country ki Imdad hasil hai.
Shayed isi Khayal k Pesh-e-Nazar Shah Khalid nay foran Caneda ki us Telephonic Company se rabita kia jis nay puray Saudia main Telephone k taar Bichhaye thay. Shah Khalid nay kaha k foran Saudia ko baqi dunya se milanay walay taar Disconnect kr diye jayen. Company nay is Hukam pe amal kia aur Communication System k anay k baad pehli martba Saudia sari Dunya se Cut gaya. Baad main phir se Taar Connect kr diye gaye. Masjiad-e-Haram main Hazaron Muslman thay jinhain Jaheeman nay Yarghamal bnaya hua tha. In main Imam-e-Kabah “Ibn-e-Sabeel” b thay. In Yarghamaliyon main
Indoneshia k log sub se
zyada Jaheeman ko Tention
dey rehay thay. Wo ek to
Arbi nehi samjhtay thay
dusra wo Jaheeman ka kehna nehi mantay thay.
Jaheeman nay is Tention se
jaan chhuranay k liye tmam
Indoneshians ko reha kr dia.
Jab ye Indoneshian
Yarghamali reha ho k ja rehay thay us waqt Imam-e-
Kabah b Roop badal kr un
main Shamil ho gaye aur
Jaheeman ki Ankhon main
Dhool Jhonk kr Masjid se
nikal aaye. 3 Oprations ki ykay-baad-deegray Nakami
k baad Saudi Afwaj nay
Baktar Band Garian Medan
main lanay ka Faisla kia.
Agarchay Police, National
Gaurd aur Tabook Rangers in Operations main apna Target
hasil nehi kr ski thi, ta-hum
in 3ino Operations main
inhon nay Jaheeman ki aadhi
Power Khatam kr di thi.
Baghyon ki Main Power un k 292 Foot Buland Menarao
main bethay sathi thay jin ka
Sfaya zruri tha. Is liye Saudi
Afwaj nay Menaro par
bethay Munafiqon ko
Kuchlnay k liye Mezail istemal krnay ka Faisla kia.
Naye Mansoobay k Mutabiq
pehlay Menaro pe Mezail Fire
kr k un main Mojood
Jaheeman k Sathiyon ko
Khatam kiagaya. Phir Baktar Band Gari M.113 ko Galary
main utaragaya. In Baktar
Band Gariyon nay Galary
main Ghustay hi Tbahi Macha
di. Baghi jo Masjid-e-Haram k
Menaro pe apnay Sathiyon ki Maut k baad bohat Mayoos
thay, in Baktar Band Gariyon
ki Amad pe Himmat Haar
bethay. Lekin abhi tak
Jaheeman aur Khud-Sakhta
Mehdi Muhammad Abdullah Zinda thay. Is liye unhon nay
tmam Sathiyon ko Ikatha kia
aur un main Himmat aur Josh
peda kr k un ko naye siray
seMedanmain utara.
Jaheeman k zyada tar Sathi Maray ja chukay thay. Is liye
Jaheeman bach janay walay
Sathiyon ko Jangi Hikmat-e-
Amli k tehat ek The-Khanahy
main ley ja kr Roposh
hogaya. Bus chand ek Sathiyon ko us nay Galary
main rehnay dia, ta-kay
Baktar Band Garion ko tabah
kia ja skay. The-Khanahy
main ek Kitchen tha jis main
wo Talba Khanah Pkatay thay jo Masjid-e-Haram main
reh k Taleem hasil krtay
thay. Jaheeman ko wahan se
Gas k Salandar aur Petrol k
Cane milay. Jaheeman nay
Salandar Baktar Band Gariyon k Rastay main rakh
diye, ta-kay Gari us pe aa k
Tabah ho jaye. Lekin aesa na
ho ska. Ye Mansooba Nakam
dekh kr Jaheeman nay ek
neya Plan apnaya. Jaheeman nay chhotay chhotay Petrol
Bomb bna k un ko Baktar
Band Gariyon k andar
Phenkna Shuru kia. Ye Plan
Kamyab raha aur Baktar
Band Gariyon ki Pesh Qadmi ruk gayi. Lekin Pesh Qadmi
ruknay tak in Garyon nay
Galary main mojood tmam
afrad ka Sfaya kr dia tha. Ab
Baghi sirf The-Khanahy main
Mehsoor ho k reh gaye thay. Dushman ko The-Khanahy se
Nikalnay k liye Saudi Forces
nay Aansu Gas k Shell andar
Phenkay. Lekin Jaheeman k
sathi Gas se bachnay ka
Intezam pehlay se kr chukay thay. The-Khanahy main
mojood Pani se Kapray ko
Geela kr k Jaheeman k
Sathiyon nay khud ko Gas se
Mehfooz kar lia tha. Isi doran
Khud-Sakhta Mehdi Muhammad Abdullah jo
Masjid k ahatay main
mojood tha, ki Maut ho gayi.
Abdullah ki Maut ka sabab ye
bana k jab Saudi Forces
Dushman pe Garnaid Phenk rehi theen to jesay hi Garnaid
Zameen pe Girta tha,
Abdullah us k Phatnay se
pehlay Bhag kr usay uthata
tha aur wapis Forces pe
Phenk deta tha. Isi koshish main 1 Garnaid us k hath
main Phatgayaaur wo
Margaya. Saudi forces ko 2 Hukam
Intehayi sakhti se milay thay. 1: Operation k doran Khanah
Kabah ki Amarat ko koi Goli
na lagay. 2: Jaheeman aur us k
Sathiyon nay jin Logon ko
Yarghamal bana rakha hai.
un ki Jaan bachayi jaye. Is
liye Saudi Forces Intehayi
Ehtyat se Karwayi kr rehi thi. Dushman ko The-Khanahy se
Nikalnay k liye jab Ansu Gas
Nakam sabit huyi to Saudi
LeaderShip nay France se C.B
Naam ki wo Gas Mangwanay
ka Faisla kia jo Admi ko Be- Hosh kr deti hai. 2 December
1979 ko C.B GasFrancese
Saudia layi gayi. Lekin ab
Masla Gas k in Shells ko The-
Khanahy main Phenknay ka
tha. Q k Jaheeman nay The- Khanahy k tmam Darwazay
Mukamal Band kr diye thay.
Is liye in Shells ko The-
Khanahy k andar Phenknay k
liye Saudi Forces nay Masjid-
e-Haram k Farsh yeni The- Khanahy ki Chhatt main Drill
Machino se Sorakh kiye.
Sorakh krnay k baad Saudi
Forces nsy un main C.B Gas k
Shell phenkay. Shells k
Phatnay se aesi Gas Kharij huyi jis se tmam Baghi Be-
Hosh ho gaye. Saudi Forces
nay Barood lsga k The-
Khanahy ka Darwaza tora
aur The-Khanahy main dakhil ho
gaye. Andar Dakhil ho kar
Saudi Forces nay na sirf
tmam Be-Hosh Baghyon ko
Arrest kia bal-kay
Yarghamaliyon ko b reha krwaya. Yahan pe kuch log ek kahani
bayan krtay hain. Kahani ye bayan ki jati hai k
Is Operation main Saudi
Forces se The-Khanahy main
Chhupay huye log nehi nikal
rehay thay. Jab Saudi Forces
nay tmam Harbay istemal kr liye to Finaly unhon nay
Pakistan Army ko Operation
k liye bulaya. Pakistan Army
nay The-Khanahy main Pani
chhora aur phir us Pani main
Currant yeni Bijli chhor di. Jis se sb Baghi bahir aa gaye.
Pakistan Army ki ye
Mansooba-Bandi dekh k
tmam Saudi Heran reh gaye. Ye sari Kahani Jhoot hai. Na to Saudi Forces
nayPakistanko is Operation k
liye bulaya tha aur na hi kisi
nay wahan Pani chhora tha. Ye Kahani Jhootay Logon k
Bemar Zehan ki Peda-War
hai. 4 December 1979 ko Masjid-
e-Haram aur Khanah Kabah
ko Saudi Govt nay Clear qrar
dia. Is Operation main Saudi
Forces k 126 Jawan Shaheed
aur 450 Zakhmi huye. Jab k 117 Baghi Halak aur 100 se
zyada Girftar kiye gaye. Girftar honay walon main
Jaheeman b shamil tha. In
sub pe Qazi ki Adalat main
Muqadma chala aur finaly un
main se 63 Afrad ko Maut ki
Saza sunayi gayi. 9 January 1980 ko Saudi
Arab k 8 Shehro main in 63
Zalimo k Sar-Kalam kr diye
gaye. Baqi bach janay walay
Qediyon main se kuch ko
Kam Umar honay ki wajah se reha kr diagayaaur kuch ko
Shak ka Fayeda dey k chhor
diagaya. Jab k kuch ko Umar
Qaid b mili. Ab raha ye Sawal k ye Baghi
kon thay aur ye Sazish Q
Wajood main aayi? Is sari
Sazish k peechay kis ka Hath
tha? Kis nay Baghiyon ko
Aslaha, Training aur Paisa dia tha? Is Sazish k Maqasid kya
thay? In tmam Swalon par 1995
tak Parda para raha. Lekin
1995 main Final Operation
main Hissa lenay walay aur
Jaheeman se Investigation
krnay walay Captain Retired Abu Sultan ki ek Kitab
Publish ho k Market main
aayi. Jis par pehlay Haftay hi
main pabandi laga di gayi.
Kitab ka naam tha, “Mein
Nay Dekha”. Is Kitab k ab sirf Iktasabaat miltay hain. Is
Kitab main us nay tmam
Razon se Pardah uthaya hai.
Wo Raaz kya thay. Mulahiza krain. Saudi Afwaj ko Training
denay aur usay Jadeed
Aslahay ka istemal
Sihanahay k liye Riaz,
Jaddah, aur Damam main
American Army Mojood thi. Ye aaye to Saudi Afwaj ko
Training denay thay lekin
Androon-e-Khanah in k
mqasid kuch aur thay. In ka
Maqsad Saudi Arab se All-e-
Saud ki Islami Hakoomt Khatam kr k wahanWestern
Tarzki Hakoomt qayem krna
tha. (Jis trah Aaj kalPakistanmain
American Army
aurDavisjesay Sfart Kaar Ba-Zahir to Pakistani Afwaj
ko Training denay aur 2 tarfa
Talluqat Mazboot krnay
aatay hain. Lekin Pas-e-
PardahPakistank Zehni
Bemar Logon ko Istemal kr kPakistanmain Khud-Kash
Dhamakay krwatay hain.) Riaz main Qayem American
Sfart Khanahy koAmericaki
tarf se Free Hand mila hua
tha k wo Saudia ki Islami
Hakoomt Tornay k liye wo
sub kuch kray jo zaruri ho. Is liye American Sfart Khanah
C.I.A k Agenton ko mukamal
Support Fraham kr raha tha.
Jaheeman ki Shakal
mainAmericako ek
Commander milgayatha. Ab ek aesay Shakhs ki zarurt thi
jo Imam Mehdi ka Kirdar
adaa kr skay. Books main
Imam Mehdi ki ek Nishani ye
Bayan ki gayi hai k us k ek
Rukhsar (Cheek) pe Surkh Nishan ho ga. Ye Kirdar
Dhoondnay k liye unhain
zyada mehnat nehi krni
parhi aur Muhammad
Abdullah ki Shakal main
unhain ye Kirdar b milgaya. Yaad rehay k Muhammad
Abdullah k Left Gaal pe
Pedayeshi ek Halka Surkh
Nishan tha. Europi Media nay
is waqaya se pehlay Imam
Mehdi ki Amad k Hawalay se Muslmano k Nazriyat par
Mushtamil kayi ek
Docomentries Nashar ki. Ek
tarf Yahood Nawaz Muslim
aur Non-Musilm Media Dunya
ko Imam Mehdi ki Amad k Bukhar main Mubtla kr raha
tha to dusri tarf Jaheeman
Intehayi Razdarana Andaz
main Muhammad Abdullah
ko logon k samnay Mehdi ki
Hasiyat se Pesh kr raha tha. Media aur Jaheeman ki
Tableegh se Mutasir ho kar
log Muhammad Abdullah k
Hath pe Bait kr rehay thay. In
Bait krnay walon ki Tadad
main Roz Broz Izafa ho raha tha. Jaheeman k pass Logon
ko Gumrah krnay ka main
Hathyar Muhammad
Abdullah k Gaal ka Surkh
Nishan tha. Log Abdullah ki
Gaal k Surkh Nishan se Dhoka kha k us k Hath pe Bait kar
rehay thay. Hadees main hai
k Imam Mehdi Yahudiyon se
Lray gay. Us Hadees ko Base
bana k Jaheeman aur
Abdullah nay apnay Man’nay walon ko kaha k An-Qareeb
Hamari Yahudiyon se lrayi ho
gi. Us k liye Tayari karain
yeni Aslaha ki Training hasil
karain. Followers foran
Training krnay pe Amada ho gaye. Abdullah k in Followers
ko Israeli Commandos nay
Intehayi Jadeed aur Sakht
Training di. Training k baad
ye Followers Dunya ki kisi b
Jadeed Foaj ka Muqabila kr sktay thay. Saudi Badshah Shah Khalid
har Islami Saal k pehlay din
ki Pehli Namaz Masjid-e-Haram main adaa
krtay thay. Abdullah k
Followers ki Tadad taqriban
300 tak pohanch chuki thi.
Agerchay ye Tadad bohat
kam thi, lekinAmericako 1st Muharram kiSuratmain ek
Golden Chance mil chuka tha.
AurAmericais Golden Chance
ko Khona nehi chahta tha. Is
liyeAmericanay Jaheeman ko
Task dia k 1st Muharram ko Fajar ki Namaz Shah Khalid
Masjid-e-Haram main adaa
kray ga. Is liye tum Masjid-e-
Haram aur Khanah Kabah pe
Attack kr k Shah Khalid aur
us k sath aanay walay tamam Sarkari Wazeeron ko
Maar dalna aur Hakumat pe
Qabza kr lena. Ba-Zahir
Mansooba bohat Shandar tha
lekin meray ALLAH ki
Tarkeeb kuch aur hi thi. Raat sonay se pehlay Shah Khalid
nay apnay A.D.C (Sectry) se
Next Day ka Program pucha
to A.D.C nay kaha k, Your
Excelency! Kal New Islamic
Year ki First Date hai aur Kal ki Namaz-e-Fajar ap nay
Masjid-e-Haram main Imam-e-Kabah k peechay
adaa krni hai. Shah Khalid jo
Riaz main tha, us nay apnay
A.D.C se kaha k Theek hai
tum mujhay Azan se pehlay
utha dena. Mein Jahaz k zareeay Makkah
ja k Namaz adaa kr lu ga. Shah Khalid Raat ko Soya to
Subah tak Shadeed Bukhar
main Mubtla ho chuka tha.
Subah A.D.C nsy Call kr k Shah
Khalid ko uthaya to Shah
Khalid nay kaha k Imam-e- Kabah k peechay Namaz
parhnay ka Program Cancel
kr do. Q k mujhay Shadeed
Bukhar hai. Is liye mein
apnay Mehal ki Masjid main
hi Namaz adaa karu ga. Shah Khalid smait koi b Hakoomti
Ahalkar Namaz main na aaya
aurAmericaki Planing pe
Meray ALLAH nay Pani pher
dia. Qaidiyon nay Doran-e-
Investigation tmam Raaz khol k rakh diye. Lekin jis tarah aaj Hamari
Hakumat Raymond Davis k
Mobile se Khud Kash Hamla
Aawron k tmam Raaz
aurPakistantornay ki
Sazishon ko Jaan kar Khamosh rehi. Aur I.S.I ki tarf
sePakistanmain Dehshat
Gardi mainAmericak
Mulawwis honay k tamam
Saboton k Bawjood chup ki
chadar tanay huwye hai. Same isi trah us waqt Saudi
Hukmran bAmericaya Roos k
Khilaf Bolna Inteha Darjay ki
Gustakhi samjhtay thay. Is
liye Raymod Davis ki trah ye Sangeen Saneha-e-Kabah b
Bhula diagaya. Is Waqaye k
doranPakistansmait Dunya
bhar k Islami Mulkon main
mojood American Safart
Khano pe kya Beeti? Ye phir
kabhi Publish kia jaye ga. Q k Topic pehlay hi bohat
Taweel ho chuka hai. Is Topic ki Tyari main jin
Books se Help li gayi, wo yeh
hain. 1: Makkah Ka Muhasra. Writer: Yaroslaf Tarfimof
(Non Muslim). 2: 20veen Sadi K Aham
Waqyat. 3: Ek Aur Karbla. Writer: Ibn-e-Zaid.